Tuesday, 19 September 2017

TO KIYA HOWA Tu Ne Phir Thukra Diya To Kiya Howa

TO KIYA HOWA Tu Ne Phir Thukra Diya To Kiya Howa +
 Zakham Phir Taaza Howa To Kiya Howa + 
Apne Milan Main Aik Haan Ki Deir Thi +
 Tujh Se Wo Bhi Na Howa To Kiya Howa +
 Aik Saada Dil Tumhare Ishq Main + 
Be-Waja Ruswaa Howa To Kiya Howa +
 Tere Jaane Se Howa Kuch To Nhi 
+ Dard Agr Ziyaada Howa To Kiya Howa +
 Jis Ko Chaaha Ham Ne Saari Zindagi + 
Wo Hamaara Na Howa To Kiya Howa + 
0r Bhi Honge Hazaaaaro'n Ehl-E-Dil +
 Main Agr Tanha Howa To Kiya Howa..

No comments:

Post a Comment