Sunday, 5 November 2017

Kiya lagy aank k phr dil main samaya koi

Kiya lagy aank k phr dil main samaya koi.. Rat bhar phirta hai iss shehar main saya koi.. Fikr ye thi k shab e hijr katty gi q kar.. Lutf ye hai k hamain yad na aaya koi.. Shoq ye tha k muhbat main jalain ge chup chaap.. Ranj ye hai k tamasha na dikhaya koi.. Shehar main hamdam dereena buht thy 
Waqt parny pe mere kaam na aaya koi..

No comments:

Post a Comment